Ctet Jan 2024 Syllabus Hindi pdf

Ctet Jan 2024 Syllabus Hindi pdf
dosto swagat hai apka hamre blog me ctet December 2023 or ctet ctet jan 2024 ke form or exam date aa chuki hai is baar ctet exam date 21 January 2024 hai ctet hindi ctet syllabus hai ham apko iski pdf de rahhe jiska link 🔗 niche hai download ctet syllabus

whats aap status kaise download kare.

dosto ek baar fir mai wapas aa agaya hu apke liye ek nayi post lekar  jisme hum jannege whats aap se status download karna.
#subhashsbisht
subhash2tricks
dosto jab se whats app ne 30 second ka video, Images, gif file ka status upload karne ka option diya he. tab se whats app me apni feeling ko share karne ka maza 2 guna ho gaya he. kai baar hum apni feeling ko videos, Images ke madhyam se whats aap status me upload karke share karte he or Un dosto ke status Feeling ke sath dekhte hai sath me apni feeling ko Replay ke madhyam se us tak pahuchte bhi hai. jinka contact hamare whats me save he. kai baar hame apne dosto ke status itne pasand ate he ki majboran hum us status me Replay karte he. "send me", "ise bhejo", "bhai send me", etc.
kai baar hamare dost hame replay nahi kar pate he ya status send nahi kar pate he. or hame wo status samay par nahi mil pata he or hamari feeling end hone lagti he hum kewal us status ko 24 hours ke liye dekh hi sakte he. lekin is post ki maddat se Me Subhash S Bisht apko whats aap se status download karna batane wala hu jisse ki aap us status ko 24 hours ke Under download kake apne status me upload ya mobile me save kar sakte jiske kiya apko koi apk app bhi download karne ki jarurat nahi he.

to jante he.

whats aap se status kais download kare without aaps download kiye.

Step-1:dosto sabse pahle aap whats me status me jaye or
Us status ko play kare jise download karna he.

yaad rahe status pura 30 second play hona chahiye.
ya Image puri open honi chahiye.

Step-2:fir Mobile data ya Internate off kare.

Step-3:ab apko apne mobile ke file mangaer aap me jana he. jaha par Phone memory or SD Card (memory Card) ka  data save hota he.
Subhash s bisht



Step-4:to apko phone memory (Internal Storage) me touch kare
fir
Status wala tricks



Step-5:What's aap folder ko touch karke open kare.
ab
Media folder ko open kare.
Subhash2tricks

yaha par apko .status name ka hidden(chuupa hua) folder dikhega jaha par 24 hours ke liye status ka data save rahta he.

Note:- kai baar Hidden folder hone ke karan ye folder nahi dekhata he iske liye aap apne file manager ke option ke jakar Hidden folder show ko on kare.

Step-6:apko apke dosto ke sabhi status dikhayi denge. apko us status ko select kare or fir copy kare.
or bahar akar ek new folder banaye (Status naam) ka
is folder me us status ko paste kare.

ab aap dekhegen ki apke Gallery me wo status dikhayi de raha he or use select karke Share Icon me click karke whats app select karke status me touch karke share kare ya fir
whats app me jaye
status me upload me touch kare
or us download kiye hue status ko upload kare.

dosto agar apko whats app se related kuch puchana he to comment karke jaan sakte he

Hindi Typing Software ki jankari hindi me

 dosto Agar aap Hindi typing me Speed badana chahte he to or ap Note pad me ya MS word me Hindi typing ki prectice kar rahe he. lekin apko apni Speed ki sahi jankari nahi mil pa rahi he to apko Jarurat he. Hindi Typing Software ki dosto adhiktar logo ka yahi samajhna he ki Hindi typing ka jo Test hota he wo software me hota he or jin logo ne MS word me Hindi typing ki prectice ki hoti he Unka kahna hota he humse ms world me Prectice ki thi Lekin Paper Software me hua or hamari Addat nahi hui thi Typing Softwere me Hindi typing karne ki Is karan Hum Hindi Typing Qualify nahi kar paye. to dosto apko nirash hone ki Jarurat nahi he Hum apko batate he Best Hindi Typing Test Software ke bare he jisme aap typing karna seekhne se sath sath Test ki practic bhi kar sakte he.

1-Sonma Typing Expert:-Sonma Typing Expert Typing Master ki hi lagbhag Hindi copy Is app me app Hindi Typing ke sath sath English Typing bhi seekhe sakte he. Is apps me Lagbhag 40 Lesson he.
1-16 Lesson tak kewal app typing seekhte he or 17-40 Lesson me apko Hindi me likhe Lesson typing kerno ko milte he. Is apps se ap typing ki teyyari kar sakte he. isme apko Result bhi milta he jisme apko ninm jankari milti he.
Name:- Candidate Name
Date/Time:-27-Dec/10:30:36
Typed Lesson:-(Hindi)16.All Row Sentence.
Time Used:    10 Minute(s)
Gross Speed: 29(word/minute)  -  145 (Keystrokes/Minute) 
Accuracy : 96% (Very good)
Net Speed : 28 (word/minute)  -  140 (Keystrokes/Minute) 
Remark: Good
Total Erors:  10 Typed [Record]
==========================================================
sentence in Error Words
Importents notes & Keywords:-
Goss Spee:-Galat words ko sahi mante huye Athwa wrong words ko sahi type kiya hua mante huye apne apki speed word/mitute me kitni he.
Word/Minute:- 1 minute me kinte word apne type kiye he.
Keystrokes/Minuts:- type karne wale sentence ke anusar apne keyboard ke kitne button prati Minute press kiye he. 
Key Depression /Hour:-Hindi typing test me kai bar typing test Qualify Nature ka hota he jismes apse speed Key Depression /Hour: me magi hoti he jaise computer Operator ke liye 8000Key Depression /Hour:, clerk ke liye 4000Key Depression /Hour. Jisma matlab hota he 1 hour me apko typing ke kum se kum 8000 keys keyboard ki press karni he. computer Operator ke liye.
 Sonma Typing Expert me Key Depression /Hour Kaise Dekhte he.

 Key Depression /Hour:- ko Sonma Typing Expert Softwere nahi dikhata he lekin ap ek Formule se Ise Nikal sakte he.

 Key Depression /Hour   =  Keystrokes/Minuts  X   60 Minute.
for Examle:
 10 Minute typing karne per meri 140 (Keystrokes/Minute) he Net speed to Key Depression hogi
140X60=8400 Key Depression /Hour.

Accuricy:-apne typed Matter me kinte pratishat sahi word type kiye he  
Net Speed:- sahi sudh Typing Speed kitni ayi apki wrong word ko count karte hue.
Net Speed  hi apka result bhi hota he Jisse pata chalta he apne typing test Qualify kiya ki nahi.
Remark: aap Typing me kaise he Poor, good very good, Exultant.

Somna typing Expert Install karna:- 

click to download 
https://drive.google.com/file/d/1o64N5htOSM3fyy_k7Rx12KYAqAMFl395/view?usp=sharing


Note:- Hindi me words nahi dikhayi de rehe he to apko  devlys 010 .ttf font download karke install karna hoga.

 click to download devlys 010.ttf  Hindi font.
https://drive.google.com/file/d/1QhzYkycdG4VuBIgU8tZfYGbua2TuYx53/view?usp=sharing


 

इन्हें भी जाने :-
 Sonma typing ke typing start karna.

click to हिंदी 
enter
First name:
Last name:
click to login
Select to lesseson 1.
set to duration :-kitne samay me typing matter type karna he usse select kare 1, 2 , 5, 10 ,15.........
then 
click Start
े   क   ि  ह                     श्    य    स  ा 
1    2    3    4     space      1    2     3     4




 

 dosto Sabse pahle ap apne hand ko Image ke ausar Set kar le fir Lesson ke Unusar typing kare.

 dosto Hindi typing aagar apne seekh li he or apko hindi ke kuch varn Keyboard me nahi mill pa rahe he. jaise क्र, चाँद,  य्, ऊँ to apko keyboard ka Alt ko press karke usi ke sath num lock on karnke 123456789 wale button press karke code press karne hogne.

code ki shuchi dhekhane ke liye apko 
start me click kareke
  All program  
>somna typing Expert
 > User guide ko open karna hoga
 us file me hindi typing code ke sath typing ki puri jankari he.



hindi typing kaise kare.


 

Hindi typing kaise kare?


Ek achhi govt. job pane ke liye ajkal ke is technology yug me hindi tping jaruri he. Jah govt job me date entry operator or clerk ke liye 4000-8000 depration key per hour and 35wpm ki speed chahiye hoti he. Or 10 minat me apko typing test pass karna hota he. Jis software me typing test

keybaod ki puri jankari hindi me.

keybaod ki puri jankari hindi me.
keyboard ka use hum word typing me sabse jyada karte he dosto ek good typer banne ke liye hame keyboard ki puri jankari honi chayiye. To dosto jante he keyboard ki puri jankari hindi me.

Key board kya he?

Dosto keyboard ek input device hota he.

how to get 40wpm typing speed in english(hindi)



Dosto ek good job pane ke liye computer gyan ke sath good English typing (40wpm)skill ka hona bahut jaruri he. Jab hum kisi job ka written exam pass kar lete he to fir computer diploma hone ke bat bhi typing test qualify nahi kar pate he. Dosto ek to typing test me English typing ke liye 40wpm ki speed chahiye  sath hi typing test 10 minat ka hota he jisme ki